Sapno mein roz hi!!

Kagaz k panno par kuch alfaz likhey,

Ankho ko woh pal fir aj dikhe,

Woh beete lamhe woh jaagti raatein,

Sapno ne bhi aaj yahi sab dohraya,

Yaadon ne fir muje aaj tumse milwaya,

Waqt tha kam janey ki thi jaldi,

Aur pata naa tha kya mil sakenge fir kabhi?

Yaad h muje maine kiya tha vada,

Aungi mai milne tumse jald hi dubaara,

Par zarurat hi kya hai es duniya mein humen milne ki?

Jab Sapno k Jahaa mein hum milte hai roz hi…

PicsArt_1432134304717

27 thoughts on “Sapno mein roz hi!!”

  1. Kya baat hai,aaj kagaz hi use ho raha hai,kagaz ke panne,nao..You must write a copyright material & should publish it…Difinitely it will be successful..

    Liked by 1 person

      1. So now its time to write down your “ALFAZ” in a a book made up of “KAGAZ KE PANNE” aur wo bhi”sapano me nahi balki hakikat mein”…kyoki “Tufaano mein bhi wo BOOK tumhara saath degi,
        Har mushkil se lad KAR ek din tumhe zarur FAMOUS WRITER/POET bana degi..”!! must say waah waah!!

        Liked by 1 person

  2. That’s very nice. Took me back to the great jagjit singh gazal.
    Mazarekait par ruh e laila jab ek din aaye
    To armano ke kuch murja e hua phool le aaye
    Lagi jab phool rakhne
    To kabar se aawaj se aaye
    Chadhana phool janeman magar
    Ahista ahista

    Liked by 1 person

Leave a comment